Friday, February 4, 2011

VISIT TO SAURASHTRA

(TRAIL OF MEMORY)


“YEH WAQT KI DIWARO SE BIKHRI YADEIN KUTCH PAHECHANI SI LAGTI HEIN”

“ YEH TUTI HUIE IMAARATO KE SAYEIN MEIN CHUPE AFSANE BHI PAHECHANISE LAGTE HEIN”

“WAQT UMRA KA LIYAZ NAHI KARTA”

”WAQT SE UTHI HER IMAARATO KA GIRNA BHI WAQT KA EK RUP HEIN”

IMAARATO KA RUP BHALE HI BADALA HO, PER WAQT SE UTHNE WALI HER IMAARATO KI BUNIYADE BHI PAHECHANI SI LAGTI HEIN

DREAM SEQUENCE I

”KAHI KOSHIS KI APNE AAP SE MILNE KI”

KAHA BHULA HU APNE AAP SE, IS RUH MEIN GUZZAR RAHI HEIN ZINDAGI”

”PAHECHAN RAKHI LOGO KI, IS AHESAS MEIN KI MILEGI MUJSE MERI ZINDAGI”

”KHOJA MEINE BUDALTE HUE WAQT KE LIBASE MEIN AUR SAMANDAR KI GAHARAI MEIN,

SIRF EK PAL KA”

”JANE KAB MILJAYE INHE PHURSAD MUJSE MILNEKI”

DREAM SEQUENCE II

“KAHA UD CHALA RE TU IS SAFAR ME”

KYA PATA HEIN TUMHE IS KA....

SAAS LE RAHA HEIN KOI..

TUMHARE HER TABBASSUM PER”

”KABHI MUKAME ZINDGI MILE TUJE APNI RAH MEIN TO,

BHEJNA EK PAIGAM MERE MAZAAR PE”

Dream Sequence III

"Aapni yaado ma kyare radi levanu mann thye chhe, Lambi musfari

ane musfiro ochha,

chhata safar kapi ane Mrityu in adab jalvi,

anu amne gurva thai chhe

No comments:

Ethical and Moral Construct of Modern