Friday, April 8, 2011

RESTLESS DARK

“Jami hein mahfil samay ki pabandhi par
nasha bahaut hein madira ki kami par
zindgi khadi hein aise mukam par,
jaha sapne bahaut hein simit dishao par,
chupe hein kahi sawal is bandh muththi mein,
phir bhi….
Gam nahi hein fariyaad nahi hein…
Is paimaan aur ta’ ajub zindagani pe..”



“ is ta’ ajub zindagani mein ahesas hua hei …
tumhara milna koi itafak nahi hein..
har pal ko rango ki barish mein bhigokar..
ek zineka vishwas diya hein...
aye na aye is dil-doz pal kahi se….
phir bhi. …
isse bahane, uske liye ziyaa rat banayi hei...”

No comments:

Ethical and Moral Construct of Modern